Friday, July 15, 2016

Pata Meri Maa Song Lyrics Taare Zameen Par Hindi

Tujhe Sab Hai Pata Meri Maa Song Lyrics Taare Zameen Par Hindi

Tujhe Sab Hai Pata Meri Maa Song Lyrics Taare Zameen Par Hindi

Tujhe Sab Hai Pata Meri Maa Song Lyrics From Taare Zameen Par Hindi Movie

Tujhe Sab Hai Pata Meri Maa Song Lyrics From Taare Zameen Par Hindi Movie

 ♪ Main kabhi batlaata nahi, par andhere se darta hoon main maa ♪
 ♪  Yuun to main dikhlaata nahi, teri parwaah karta hoon main maa ♪
 ♪  Tujhe sab hai pata, hai na maa ♪
 ♪  Tujhe sab hai pata... meri maa ♪

 ♪  Bheed mein yuun na chhodo mujhe, ghar laut ke bhi aana paau maa ♪
 ♪  Bhejna itna door mujhko tu, yaad bhi tujhko aana paau maa ♪
 ♪  Kya itna bura hoon main maa ♪
 ♪  Kyɑ itnɑ burɑ... meri mɑɑ ♪

 ♪  Jab bhi kabhi papa mujhe, zor zor jhula jhulate hai maa ♪
 ♪  Meri nazar dhoondhe tujhe, sochun yahi tu aake thaamegi maa ♪
 ♪  Unase main yeh kehta nahi, par main seham jaata hoon main maa ♪
 ♪  Chehre mein aane deta nahi, dil hi dil mein ghabraata hoon main ♪
 ♪  Tujhe sab hai pata hai na maa ♪
 ♪  Tujhe sab hai pata... meri maa ♪
 ♪  O main kabhi batlaata nahi, par andhere se darta hoon main maa ♪
 ♪  Yuun to main dikhlaata nahi, teri parwaah karta hoon main maa ♪
 ♪  Tujhe saɓ hai pata, hai na maa ♪
 ♪  Tujhe saɓ hai pata... meri maa ♪

Song: Tujhe Sab Hai Pata... Meri Maa
Movie: Taare Zameen Par
Singer(s): Shankar Mahadevan
Music By: Shankar-Ehsaan-Loy, Shailendra Barve
Lyricist(s): Prasoon Joshi

No comments:

Post a Comment